Sunday 20 August 2017

Glomela cream review in Hindi


Glomela cream ki jaankari


Glomela cream ko intas pharma banati hai
iski kimat 191rs hai
ye 20gm ke tube me aati hai

Glomela cream me niche diye gaye ingrediants mile hai

Hydroquinone
Fluocinolone
Tretinion


               USES OF GLOMELA CREAM

Melasma
pimple
Acne
umra ke Dhabe
Daag
Dhabe
jhaniya
twacha ka sawnlapan
jhunriya
                   aadi taklifo ke liye glomela cream ka istemal kiya jaata hai.

SIDE effacts of Glomela cream/ Dushprabhav niche padhe

twacha ka laal hona
aankho ke safed hise me lalima aa jana
pigmantation
depigmentation
hyper  or
hyper pigmentation
twacha me dard hona

Glomela cream ko istemal se pahle ye sawdhaniya / precautions baratni chahiye.


ise kewak raat/night me hi lagana chahiye
ise lagakar dhup me nahi niklna chahiye
ise gile face me nahi lagana chahiye
ise kate fate ya ghav me nahi lagana chahiye
aankho ke sampark me nahi lana chahiye
agar aapko kisi bhi prakar ki skin allergy hai toh ye cream nahi lagani chahiye
is cream ko adhik matra me nahi lagana chahiye
cream ko lagakar twacha ko jor jor se nahi ragdna/rub chahiye


friends agar aapko GLOMELA CREAM ke bare me video dekhne/jaankari chahiye toh niche hum iska video de rahe hain.
aap isko dekh sakte hain.






kisi bhi medicine ko use karne ke pahle aap apne DOCTOR se advice jaroor le.

           thanks .Glomela skin cream

gliptagreat m 500 uses in hindi

https://youtu.be/azjOYrYoxSQ ग्लिप्टैग्रीट एम 500 टैबलेट दो दवाओं से मिलकर बना है जो टाइप 2 डायबिटीज मेलिटस वाले लोगों में उच्च रक्त शर्करा ...